Rishta ek tune joda tha humse,
bus use nibhana chaha tha maine.
bus use nibhana chaha tha maine.
Dosti ki paribhasha jo kitabon mein padi,
use sach kar dikhana chaha tha maine.
use sach kar dikhana chaha tha maine.
Tere dil mein ghar nahin,
bus ek kinara chaha tha maine.
bus ek kinara chaha tha maine.
No comments:
Post a Comment