Khafa Bhi Rehte Hain,
Or Wafa Bhi Krte Hain,
Is Tarha Apne Pyar Ko Bayan Bhi Krte Hain,
Jane Kaisi Narazgi Hai Meri Unse,
Khona Bhi Chahte Hain,
Aur Pane Ki Dua Bhi Karte Hain.
Or Wafa Bhi Krte Hain,
Is Tarha Apne Pyar Ko Bayan Bhi Krte Hain,
Jane Kaisi Narazgi Hai Meri Unse,
Khona Bhi Chahte Hain,
Aur Pane Ki Dua Bhi Karte Hain.
----------------------
Ye kasmein ye rasmein ye zamane ka darr,
Rulayegi mujhe teri narazgi umar bhar,
Bas maangta hun tujhse tujhpe fannah hone ka haq,
Chahe dede zehar mujhe ya fir kar mera qatl .
Rulayegi mujhe teri narazgi umar bhar,
Bas maangta hun tujhse tujhpe fannah hone ka haq,
Chahe dede zehar mujhe ya fir kar mera qatl .
Koi naraz hai humse ke hum
kuch likhte nahi,
Kahan se layen lafz jo milte hi nahi.
Jaban hoti to bata dete sayad,
Wo jakham kaise bataye jo dikhte nahi.
Kahan se layen lafz jo milte hi nahi.
Jaban hoti to bata dete sayad,
Wo jakham kaise bataye jo dikhte nahi.
Meri har khata par naraz na
hona,
Apni pyari si muskan kabhi na khona,
Sukoon milta he dekhkar apki muskurahat ko,
Mujhe maut bhi aye to bhi mat rona
Apni pyari si muskan kabhi na khona,
Sukoon milta he dekhkar apki muskurahat ko,
Mujhe maut bhi aye to bhi mat rona
Dil se teri yad ko juda to nahi kia,
Rakha jo tujhe yaad, bura to nahi kia,
Hum se log hain naraz kis liye,
Hum ne kabhi kisi ko khafa to nahi kia.
Rakha jo tujhe yaad, bura to nahi kia,
Hum se log hain naraz kis liye,
Hum ne kabhi kisi ko khafa to nahi kia.
Hum nibhayenge dosti marte dum tak,
hum hasayenge tumko gham se khushi tak,
aye dost kabhi humse naraz na hona,
saath rehna hamare akhiri dum tak
hum hasayenge tumko gham se khushi tak,
aye dost kabhi humse naraz na hona,
saath rehna hamare akhiri dum tak
No comments:
Post a Comment