mohobt mukadr hai koi khwab nhi, ye wo ada hai jisme hr koi kamyab nhi, jinko mili manjil ginlo ungliyo pr, or jo pagal hue unka koi hisab nhi... zindgi meri ha miti ka dhar ek na ek din jana zarur ha pr kahta ha ki jis ki zindge ma pyar ha , vo he zindge ha is lia zindge ko pyar sa jio. wo baat kya karu jis.. ki khabr hi na ho.. wo dua kya karu jis me... asr hi na ho... kaise keh du tmhe lag jaye.. meri umar.. kya pata agle pal meri umar hi na ho Fiza par asar hawaon ka hota hai, muhobbat par asar adaon ka hota hai, koi aisa hi kisi ka diwana nahi hota, kuch kasoor to nigahon ka hota hai jab bhi tanhai se ghabra ke simat jatay hain hum teri yaad ke daman se lipat jatay hain Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai; Aaj Phir Aap Ki Kami Si Hai! DiL Kisi Aur Ka Na Ho Paya..., "DOST" Arzoo Meri Aaj Bhi...Tum Ho..! Apne Asuo ko itna Mehnga karo ki koi Unhe lane ki koshish na kare, or Apni Muskan ko itna sasta kr do koi hr kai unko pane ki chah kre.. Na Dil Se Hota h, Na Dimag s Hota h, Ye pyar to itefaq se hota h, Pr pyar kr k Pyar hi mile, Ye itefaq, kisi-kisi k sath hi hota hai. Yaado Me Aapki Yaad Thi. Kya Yaad Tha Kuch Yaad Nahi. Aapki Yaad Me Sab Kuch Bhul Gaye. Kya Bhul Gaye Kuch Yaad Nahi. Bas Yaad Hai To Sirf Aap. Kyu Yaad Hai Ye Yaad Nahi. teri khushi or gum se rishta hai mera, ye jo zindgi hai teri, wo ek hissa hai mera, khuda gawah hai tere lafzo se nahi , teri rooh se bhi rishta hai mera... Apke dil ki wo har ek baat hum jante hai, Jise aap tanha hokar bar bar sochte hai, Chahe din ho ya rat aap hume hi yaad krte hai, Hume yaad krke fut fut ke rote hai.. baat aisi ho ke jajbat kam na ho, khyalat aise ho ke kabhi gam na ho, dil ke kone me itni jagah rakhna ke khali khali sa lage jb hm na ho. meri nigah se khud ko chupa logi apni duniya kahi or basa logi karunga yaad jab jab mai tmko to un hichkiyo ko kaise sambhalogi... Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye, Zindagi ki akhari sham aa jaye, Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab, Hamari zindagi apke kam aa jaye. jindgi me 2 chize humesha tutne k liye hoti SANS or SATH. sans tutne se toinsan 1 hi bar mrta h. par kisika sath tutne seinsan pal-pal marata. its true. hoti nahi mohabbat sorat se.mohabbat tu dil se hoti hai sorat khud he un ki acchi lagne lagti hai qader jin ki dil sehoti hai.... Ankhe khuli ho to chehra tmhara ho, Ankhe bandh ho to sapna tumhara ho, Mujhe maut ka dar na hoga, Agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho. Pyara sa ehsas ho tum, har pal mere pas ho tum, Jine ki ek aas ho tum, mann ka ek vishwas ho tum, Shayad is liye.... Kuch khas ho tum... kya kahain kuch kaha nah jata bin kahe raha bhi nahin jata,,,,,, pyar ho gaya hai is kadar tum se ki tumah yaad kiye bin raha nahin jata tumhara pyar hamare lia jaise rab ki bandge ho.pyar nibhta vohe jiss ma rab jaise sadge ho, jio dil sa pyar karo dil sa kisi ko apna banao dil sa,kyuki duniya ma zindge milte ha akk bar iss ma jio or jina do dil se . mana ki hum jab sa fakir ha fir bi yaro dil kahum ameer ha,mita jo pyar ka lia vo zindge jala jo bhar ka lia vo zindge kisi ko hona ho huma to aitbar ya he ya he asli pyar ha, mare toota hua dil sa koi ya ajj pucha ki mara hall kya ha,koiunse bi pucha ki unka hall kya ha,pyar ma thokar khaye ha humnaya har kisi ka bas ki bat nahe,mind it. Jaan Tutne ka bahana na kar, Hum to teri ankhon se pilenge, Tu mat aa lakin aane ka vaada to kar, Hum tere intezaar mein ji lenge. Kabhi Kitaabon Main Phool Rakhna; Kabhi Darakhton Pe Naam Likhna; Humein Bhi Hai Yaad Aaj Tak Woh; Nazar Sey Harf-e-Salaam Likhna! Apki muskan kabhi hoto se na 6ute, Duniya me apse kabhi koi na ruthe, meharban ho khuda itna aap par ki aasman ke taare b apki marzi se tute bekabu hai dil bhi jiye ja raha hun, khali hai bottle fir bhi piye ja raha hun, majburi to dekho is dil e naadan ki, reply nahi mil raha fir bhi, sms/shayari kiye ja raha hoon. Ishq kar deta hai bekrar bhar deta hai pathar ke dil me pyar, kyu nahi milti zindagi ki ye bahar, kyunki ishq ka dusra naam hai intezar... Mana Ke Main Amir Nahi Hu Yeh Baat Sach To Hai, Lekin Agar Koi Apna Bana Le To Uska Har Gam Kharid Sakta Hu...!! Door nighaon se bar bar jayana karo Dil ko iss kadar tadpaya nakaro Tum bin ek pal bhi jee nasakenge hum Yeh ehsas bar bar dilaya nakaro..! Raha Yun Hi Namukkamal, Gham-e-Ishq Ka Fasaana; Kabhi Mujhko Neend Aayi, Kabhi So Gaya Zamaana!... Hum Jawaani Mein Ishq Ko Mazaak Samajhte Rahe; Iss Kambakht Ishq Ne Meri Zindgaani Ko Mazak Bana Diya! Arju ye nhi ki gum ka toofan tal jaye fikra ye nahi ki aapka dil na badal jaye kabhi bhi mera sath chorna chahe to dard itna dijiyega ki jaan nikal jaye Wo raat dard aur sitam ki raat hogi,jis din rukhsat teri Jaan-ki barat hogi,uth jawoge nind se aksar ye sochkar,kisi gair k baho mai meri sari qaynat hogi,
No comments:
Post a Comment