Breaking

Monday, February 8, 2021

Top 10+ Happy New Year 202 Shayari in Hindi



Shayari: 1
Aaj bhool jao duniya k saare gam,
Chalo jama ek sang tum aur hum..
Aao baante chaaron taraf khushiyan aur Pyaar,
Chalo dil khol k bole Happy New Year!!

Shayari:2
Aaapki khushiyon ko char chand lag jaayein
Bichare huwe apne is baras laut aayein
Aao mil kar karein hum ek nahi shruwaat
Dil se aap sab ko “Happy new year 2019″

Shayari:3
Pal Pal se banta hai Ehasas,
Ehsas se banta hai Vishvas,
Vishvas se bante hai Rishte,
Aur rishte se banta hai koi Khas,
Jaise Aap…..
Happy New Year.

Shayari:4
Jane anjane humne 2018 me agar apka dil dukhaya,
kasht pahuchaya, taklif di ya aur jo bhi kuch kiya…
Uske liye jo karte bane karlo,
hum 2019 me bhi nahi sudhrenge…
Happy New Year 2019



Shayari:5
Naya saal khushiyaan bahut laaye
Har kaarya main safalta hum paaye
Gumon ko bhool, karein nayi shuruwaat
Shaanti se raheinge, na karein utpaatt

Shayari:6
Ring out the old, ring in the new,
Ring, happy bells, across the snow:
The year is going, let him go;
Ring out the false, ring in the true.
Happy Happy New Year


Shayari:7
Naya Saal aaye ban k Ujala
Khul jaye ap ki Kissmat ka Tala
Hamesha ap per rahe Meherban Upar wala
Yahi DUA karta hai ap ka yeh chahne wala

Shayari:8
Sher kabhi chupkar war nai krte,
Buzdil kabhi khulkar war nai krte.
Our hm wo he jo,
"Happy New-Year" ke
Liye january ka intezar nahi krte.
*Happy New Year 2019 *

Shayari:9
Old Year Sab se ho raha hai Door
Kya karein yahi hai Kudrat ka Dastoor
Purani Yaadein soch kar Udaas na ho Tum
Naya Saal aaya hai chalo..
DHOOM MACHALE, DHOOM MACHALE DHOOM
Happy New Year 2019

Shayari:10
Sunehri dhoop barsat k baad
Thori si hansi her baat k baad
Usi tarag ho Mubarak aap ko 2018, 2019 k baad
Wish You a HaPPu HaPPy New Year..


Shayari:11
Is rishte ko yunhi banaye rakhna,
Dil me yaado k chirag jalaye rakhna,
Bahut Pyara safar raha 2011 ka,
Apna sath 2018 me bhi banaye rakhna…
Happy New Year 2019

No comments: