Tere Kadmon Mein Yeh Saara Jahan Hoga Ek Din, Maa Ke Hothhon Pe Tabassum Ko Sajaane Wale. तेरे क़दमों में ये सारा जहां होगा एक दिन, माँ के होठों पे तबस्सुम को सजाने वाले। Maine Kal Shab Chahton Ki Sab Kitaabein Faad Di, Sirf Ek Kagaz Par Lafze Maa Rahne Diya. मैंने कल शब चाहतों की सब किताबें फाड़ दी, सिर्फ एक कागज़ पर लफ्जे माँ रहने दिया। Yeh Aisa Karz Hai Jise Main Adaa Kar Hi Nahi Sakta, Main Jab Tak Ghar Na Aa Jaun Maa Sajde Mein Rehti Hai. ये कैसा क़र्ज़ है जिसे मैं अदा कर ही नहीं सकता, मैं जब तक घर न आ जाऊं माँ सजदे में रहती है। Sakht Raahon Mein Bhi Aasaan Safar Lagta Hai, Yeh Meri Maa Ki Duaaon Ka Asar Lagta Hai. सख्त राहों में भी आसान सफ़र लगता है, ये मेरी माँ की दुआओं का असर लगता है।
No comments:
Post a Comment